Wafa Mard Ya Aurat Mein Nahi Hoti Hai, Khoon Mein Hoti Hai, Fitrat Mein Hoti Hai Aur Tarbiyat Mein Hoti Hai.
Alag Tarah Se Guzar Rahi Hai Zindagani, Socha Kuch, Kia Kuch, Hua Kuch Aur Mila Kuch.
Kisi Ko Ujaad Kar Basay To Kya Basay, Kisi Ko Rula Kar Hasay To Kya Hasay.
Itna Ahista-Ahista Rishta Khatam Hua Bahut Dino Tak Laga Nahi Hum Juda Ho Gaye.
Tara Aa Jaata Hai Mujhe Apne Masoom Palkon Par, Jab Bheeg Kar Kehti Hain Ab Roya Nahi Jaata.
Jhoonti Baaton Par Jo Wah-Wah Karega, Wahi Shaqs Aako Tabah Karega.
Qismat Ne Mujhe Gum Diye Iska Gila Nahi, Ab Uska Mujhe Gum Nahi Jo Mujhe Mila Nahi.
Mere Humsafar Ki Nazar Mujhe Par Hi Rahe, Khuda Kare Ye Sil-Sila Ta Umr Chalta Rahe.
Tut Sa Gaya Hai Meri Chahaton Ka Wajood, Ab Koi Achha Bhi Lage To Hum Izhaar Nahi Karte.
Tum Kya Jaano Haal Humara, Ek To Baatein Bandh Uppar Se ye Khayaal Tumhara.